Jindagi khud dhund



     Akela vayakti boy ya man

Aye bate meri khud ki nahi balki un sabhi baccho ya fir badho ke liye hai jo akela rahte hai unhi se sambandhit hai jo hamesa akela mahsush karte hai ma pita bhai bahan rahte huye bhi yo log akela nahi balki yo majbut ban rahe hai akela rahna asan jaisa nahi akela rahna un kamo se bada hai jo mahtama sant bhagvan guru addi un log bhi akela rahe hai bhai log .........
Akela un log rah pate hai jiske undar koi adhabhut sakti hoti akela jo rahta hai yo kuch bhi kar sakta .........

Agar app akela mahshush kar rahe hai to app log un mahan logo ki tarah hai jo kuch na kuch apne life me badha kiye hai .......

Agar app ke life me akela aur sankat aya raha hai to app sahi raste pe hai agar app ke life me parsani ya kast na ho to life kya to app galat raste par hai  ........

Chalo app ko ake bat batata hu jitne log apne life me khuch badha kiya hai  to dekh lo kitne log ko apne life me parsani  jhayli hai agar ex...le to pahle to yo hai SUBHASH CHANDRA BOSS,,,A.P.J ABDUL KALAM JI inho ne apne life me bahot parasani sahi hai to app bhi akele hai to app ko ghabrana nahi app hamesa kuch badha karogay ......


               Kaun kahta hai kamyabi kismat tay karti hai ;
               Irade me dam ho to manjil bhi jhuk jati hai;,,,,,,,,?
  
                                 Bye dosto........??????

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Motivation ke uppay

Chhoti Soch Nahi, Chhoti Shuruaat Badi Hoti Hai"

“Zindagi ke Safar Mein Mehnat aur Vishwas Ki Taaqat”